Amil Baba Taweez Complete Intriduction

aj amil baba apko shytan k privait halat k barey main btayn gyn rahmat ilahi say matrood honey say phlay shytan ka name azazial tha adam ko sajda na krney our hukam ilahi ke khlaf warzi padash main iss ka name ablees tajweez kr dia gya shytan bhe ise ablees ko kahtay hain allaha nay agg k sholon say aik jin ko paida kia us kbaad us k liay aik bevi paida ke use joray say tmam jinat ke nasel dunia main phaili tmam jin ablees ke he oulad hain jab allaha nay ablees ke nasal paida krne chahi to ablees pr gusa k alqa kia gusa ke waja say agg ke aik chingari paida ke iss c hangri say allaha nay ablees ke bevi paida r de allaha nay ablees say frmya tha jtni oulad adam paida kro ga utni he oulad tari paida kro ga har insan k sath aik jin paida krta ha jo iss ko burai pr uksata rahta ha jinat ke aik kisam insan jasi ha woh insano ke thra muzakar monas hotain hain apis main bhya shadi bhe krtay hain our un ke oulad bhe hoti ha shytan nay apni bevi baz oulad baz makhsoos kamo pr lga rakha ha laqais,lhan ya dono wazu our nimaz pr mamor hain our logo k dilo main waswasy daltay hain hafaf ya larka sahra pr mamor ha sahra main shatnat phalata ha zalnbor ya bazaro pr mamor ha jhoti tareef our jhoti kasmo pr logo ko uksata ha sbar musabeat zada logo ko jhalat k kam noha matam gribyan chak krna chray ko nochney ke targeb deta ha aior ya shytan zna pr mamor ha zana k waqt mard ourat ke shram ghaho pr swar rahta ha jin our shytan asal k itbar say aik hain mgar imandar jin our kufar shytan name say mosom hain shtyan klashker 24 ghntay insan ko gumrha our agwa krney ke tak main lga rahta ha iss liay shyatin ke madafiat say aik an bhe ghflat inthai muzer ha phir chonk shtyan ka hamla insan pr zahri dushman ke thra khulam hula nahi hota iss liay sab say phlay in darwazo our rasto say waqfiat amil baba nay zarori samji

Unless otherwise stated, the content of this page is licensed under Creative Commons Attribution-ShareAlike 3.0 License